Ae dost
Ab her roj milenge
tum se,
Ye bharosa hai.
Tu ehtiyat baratna khi ye tut na jae.
Kuch warsh purani taswir,
Jo aaj udhed die hai,
Tum dekhna gaur se,
Khi isme hm gum na ho jae.
Nai pagdandiya teri muskil hai kuch purine rasto se.
Dekhna bhatak ke khi hm whiiii na chale jae.
Her kuch khas hai nae me,
Per purani me maaazzaa bhut hai
Riste me shaaker
thodi hai,
per mitha bhut hai.
Tum chahe jitna gurur ker lo apni kabiliyat pe.
Her bar jo gujre hai is raste se,
Lagta hai yha apnapn bhut hai.
#mystery1












